COMPUTER SERVER BANANEY KA TARIKA
AJ HUM KO SERVER BANANEY KA BARAIN MAIN BATAIN GEY SERVER KIA HOTA HAIN AUR IS KO HUM SERVER KUN KEHTAIN HAIN
AGER AP INTERNET CHALA REHAIN HAIN JASE AP NE DSL LIA HUA AUR IS SE 10 LOGO DIA HUA AUR AP KI SPEED BUHAT SLOW HO
JATI HAIN TO AP EIK SERVER BANEY JIS KO PROXY SERVER KEHTAIN HAIN SAB SE PEHLE MAIN AP KO BATATA HOON K NET KI SPEED
SLOW KAISE HOTI HAIN KUCH SOFTWARE HAIN JIS K JARIAY WOH AP KI NET SPEED TOR DETA HAIN IS SOFTWARE KA NAAM YEH HAIN
- TORRENT JIS SE GAME MOVIE DOWNLOADE KARTAIN HAIN ISI TARAH
- UTORRENT BHI HAIN AUR BHI SOFTWARE HAIN
- HD MOVIE BHI EIK WEBSITE HAIN
IS SOFTWARE K UNDER SETTING HOTI HAIN JIS SE WOH USER SPEED SAB KI LE LETA HAIN AUR SERVER SE AP IN WEBSITE KO BLOCK KAR
SAKTAIN HAIN AB HUM SERVER K BARAIN MAIN AP KO BATAIN GAY
SAB SE PEHLE AP PROXYSERVER BANAY PHIR IS K UNDER SETTING MAIN JA KAR JASE AP NE 1ST LINE LIA HUA HAIN IS KI IP 198.168.1.3 HAIN
TO AP DOSERAIN USER K IP MAIN AP KO JAHA 198.168.1.4 DE DAIN IS TARAH HER LINE MAIN AP KO ISI TARAH KARNA HO GA
AUR IS NEACHE MAIN AP KO PICTURE DE RAHA HOON IS KO DEKH KER AP SAMAJH SAKTAIN HAIN
COMPUTER KO HIBERNET KARNE KA TARIKA
KIA AP KA COMPUTER HANG KARTA HAI KIA AP KA COMPUTER BUHAT DER SE STRART HOTA
HAIN TO IS K BAREY MAIN HUM AP KO BATAIN GEY AP KA COMPUTER KIASE FAST HOGA
AUR KITNE JALDI OPEN HOGA
- SAB SE PEHLE AP CONTROL PANEL MAIN JAIN PHIR OPTION MAIN JAINE SE MURAD AP
AP POWERMANEGE KI OPTION MAIN JAIN HER COMPUTER MAIN POWERMANEGE NAHI LIKHA HUA HOTA HAIN IS LIYE BAZ COMPUTER MAIN SIRF POWER LIKHA HUA HOTA HAIN IS KO OPEN KARAIN PHIR IS BAD HIBERNET KI OPTION MAIN JAIN
WAHA ENABLEHIBERNET KER DAIN PHIR COPUTER KO TURNOFF KER DAIN JAB AP TURNOFF KARNE JAYGAIN TO WAHA 3 OPTION HOGA STANDBY TURNOFF RESTART IN MAIN AP KISI KO
SELECT NAHI KARAIN GEY AP APNE KEYBORD SE H KA BUTTON PRESSS KARDAIN JAHA SE AP NE PROGRAM CHODA HAIN WAHA SE START HO JAYEGA MERA MATLUB JESI AP NE 4 FOLDER KHOLA HUA HAIN MYDOCUMENT,MYCOMPUTER,WORDPAD,MEDIAPLAYER
AP NE KISI KO BHI BAND NAHI KIA AUR AP NE COMPUTER HIBERNET KER DIA TO
WOH USI JAGA SE START HOGA
Computer main password lagao
SAB SE PEHLE AP START MENU MAIN JAIN CONTROL PANEL MAIN CLICK KARAIN AUR IS BAD AP USER ACCOUNT PER CLICK KARAIN WAHA SE AP KA PASS KUCH OPTION HOGEY
- CHANGE MY NAME
- CREATE PASSWORD
- CHANGE MY PICTURE
- CHANGE MY ACCOUNT TYPE
- SETUP MY ACCOUNT TO USE NET PASSWORD
CHANGE MY NAME MAIN AP JA KER AP APNA START MENU KA NAME CHANGE KER SAKTAIY HAIN IS TARAH AP CREATE MY PASSWORD MAIN JA KER APNE ACCOUNT MAIN PASSWORD LAGA SAKTAIY HAIN IS TARAH AP MY PICTURE MAIN JA KER START MAIN JA KER US KA PICTURE CHANGE KER SAKTAIY HAIN IS TARAH AP CHANGE MY ACCOUNT TYPE MAIN JA KER APNA NEW ACCOUNT BANA SAKTAIY HAIN YA PHIR ACCOUNT KI SETTING KER SAKTAIY HAIN IS TARAH AP SET UP MY ACCOUNT TO USE NET PASSWORD JA KER PASSWORD LAGA SAKTAIY HAIN AGER AP IS MAIN PASSWORD LAGATAIY HAIN TO AP K NET MAIN KO UNDER NAHI A SAKTA HAI AUR PASSWORD NAHI LAGA HUA HO TO KOI BHI AP K NET MAIN UNDER A JAYE GA AUR PASSWORD LAGA HUA HO TO KOI BHI JAB AP K SYSTEM MAIN UNDER ANE KI KOSISH KERTA HAI TO SYSTEM PASSWORD MANGTA HAIN AUR BENA PASSWORD K UNDER NAHI GHUS SAKTA
HIDE TO CONTROL PANEL
GEE " START " RUN" THAN gpedit.msc" THAN AP K FRONT PER GROUP POLICIY KI WINDOW OPEN HO GEE IS MAIN USER COFIGRATION MAIN JAIN AUR PHIR ADMINISTRATIVE TEMPLATES MAIN JAIN AUR WAHAN SE CONTROLPANEL PER CLICK KARAIN
AUR PHIR RIGHT SIDE PER AP KO YEH OPTION MILAY GA " HIDE CONTROL PANEL APPLETS AUR IS PER CLICK KER K UNDER SHOW PER CLICK KARAIN AUR JO ITEM CHAYE HIDDEN KARAIN
COMPUTER K PROGRAM KI SPEED TEAZ KARNE KA TARIKA
- AP APNE COMPUTER KI SPEED KASI BARHA SAKTAIY HAIN
- AP K COMPUTER MAIN JATNI BHI DATA HO AP SAB KI SPEED EIK BAR MAIN BARHA SAKTAIY HAIN FOR EXAMPLE
- SOFTWARE
- SONG
- MY COMPUTER
- APPLICATION
SAB SE PEHLE AP START MENU PER CLICK KARAIN PHIR "RUN" PER CLICK KARIN AUR AUS MAIN YEH WORD "REGEDIT" TYPE KARAIN K ENTER PRESS KARAIN IS K BAD AP K COMPUTER MAIN REGISTRY FILE OPEN HOGI IS MAIN 4 OPTION HOGA
- HKEY_ LOCAL_ MACHINE SYSTEM
- HKEY_ CLASS_ ROOT
- HKEY_ CURRENT_ USER
- HKEY_CURRENT_CONFIG
JAB IN SAB MAIN AP CLICK KARAIN GEY TO DEFULT VALUE IS NOT SET LIKHA HOGA YA IS KI VALUE 3 HOGI PHIR AP KO DEFULT PER CLICK KARNA HAIN IS K BAD IS KI VALUE AP KO SET KARNA HOGA TO VALUE MAIN 6 LIKH KER OK KARDAIN ISI TARAH AP KO HKEY MAIN KARNA HOGA PHIR AP REGISTRY EDITOR FILE KO CLOSE KARDAIN AUS K BAD SYSTEM RESTART KARAIN PHIR IS K BAD AP APNI COMPUTER KI SPEED DAKHAIN AP KO KHUD SAMJH MAIN AJEY GA
WINDOWSXP KAFI TEEZ KERNA HAI
KUCH TIPS PESHE-E-KHIDMAT HAI JIS KI MADAD SAY AP KI WINDOWSXP KAFI TEEZ HO GIAY GI
STOP UNNEEDED PROGRAMMS FROM STARTING WHEN WINDOWSXP STARTS
1) START-> RUN -> MSCONFIG LIKH KER enter KARAIN
2) STARTUP TAB PER CLICK KARAIN AUR JO PROGRAMS JO AP NAHI CHAHTEY K AP KI WINDOWS K SAATH START HOON UN KO UNCHECK KER DEIN
3) OK KAR WINDOWS XP RESTART KARAIN
MODIFY THE WINDOWS XP PERFOMANCE SETTINGS
1) START->SETTINGS->CONTROLPANEL->SYSTM OPEN KARAIN
2) ASVANCED TAB SELECT KARAIN
3) PERFORMANCE SECTION MEIN SETTING BUTTON SELECT KARAIN
4) VISUAL EFFECT TAB MEIN ADJUST FOR BEST PERFORMANCE SELECT KER keh OK karain
Change to the Windows Classic theme
Wasay too windowsxp mein sab apni apni marzi say themes select kartay hain, lekin mein aap ko yeh suggest karoonga, kyon keh iss say aap kay system ki speed kafi teez ho giay ji. Iss mein least graphics use ki giey hain
Desktop par right-click kar kek properties mein jian, Themes tab select karain, list say Windows Classic select karain aur ok kar dein